कल मंगलवार को बंद रहेगी सभी Bank जानिए 2024

कल मंगलवार को बंद रहेगी सभी Bank जानिए 2024

कल मंगलवार को बंद रहेगी सभी Bank जानिए

Bank Holiday: Kal bank band rehne wale hain. Sabhi public aur private sector bank kal band rahenge. Kal Jammu mein vidhansabha chunaav hone hain jiske karan bank band rahenge. Sabhi bank sirf Jammu mein band rahenge. Baaki sabhi rajyon mein bank khule rahenge aur samanya tareeke se kaamkaj hoga.

Virat Kohli ने सचिन तेंदुलकर का रिकॉर्ड तोडा 2024Bank Holiday: Kal Mangalvaar ko private aur sarkari sabhi bank band rahenge. Darasal, Jammu Kashmir mein 1 October ko teesre charan ki voting hone hai, isliye Mangalvaar ko sabhi bank band rahenge. Baaki desh ke sabhi rajyon mein bank khule rahenge.

Sambandhit Khabre:

  • Bank Holidays 2024: Fatafat nipta lein kaam, October mein aadhe mahine band rahenge bank, dekhein kis rajya mein kab hai chutti.
  • October Holidays: October mein chuttiyon ki bharmaar, school ke bachchon se lekar banks-offices mein kaam karne walon tak ke maza hi maza.
  • Public Holiday: 1-2-3-5-6 October ko public avkash ghoshit, jaanen wajah.
  • Holiday: Is rajya mein 5 October ko special chutti ka ailan, jaanen wajah.

October Rules Change: Kal se honge ye 5 badlav, aam aadmi ki jeb par dikhega asar! Ho jayein satark.

October mein itne din band rahenge bank. Desh mein October mahine mein bank ke kaamkaj par bhari asar padega. Kyunki October mein 15 din bank band rahenge. In 15 chuttiyon mein Sunday aur mahine ke doosre aur chauthe Saturday ki chuttiyan bhi shamil hain. October mein kai tyohar hain, jinke karan bankon mein chutti rahegi, jaise rajya vidhan sabha chunaav, Mahatma Gandhi Jayanti, Navratra Sthapna, Durga Puja, Dussehra, Diwali, adi. RBI har saal bankon ki chuttiyon ki suchi jari karta hai, jismein sabhi tyohar, local aur national jayanthi aur weekend ki chuttiyan bhi shamil hoti hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *