Jagran Samvadadata, Nai Dilli: Naukri ke badle zameen ghotala mamle (land for job scam case) mein CBI ne Rouse Avenue sthit vishesh nyayadhish ki adalat ko bataya ki usko bhrashtachar ke mamle mein poorv Rail Mantri Lalu Prasad Yadav ke khilaf mukadma chalane ke liye sambandhit adhikariyon se apekshit manzoori prapt ho gayi hai. CBI ne vishesh nyayadhish Vishal Gogne ke samaksh manzoori patra dakhil kiya. Jaanch agency ne adalat ko bataya ki mamle mein kareeb 30 anya aaropit hain jinke liye abhiyojan manzoori ka intezaar hai. CBI ne adalat se anurodh kiya ki usse apekshit dastavej prapt karne ke liye 15 din ka samay aur diya jaye.

Lalu Yadav पर चलेगा मुकदमा CBI को मिली मंजूरी 2024

Lalu Yadav पर चलेगा मुकदमा CBI को मिली मंजूरी

Rashtriya Janata Dal ke Supremo aur Bihar ke former CM Lalu Prasad Yadav ki bhavishya mein mushkilein badh sakti hain kyunki naukri ke badle zameen ghotala mamle mein Rouse Avenue Court ne CBI ko case chalane ki manzoori de di hai. Iske baad maana jaa raha hai ki poorv Rail Mantri ki mushkilein badhna tay hai. Is mamle mein Lalu ke alawa unke parivaar ke kuch logon par bhi aarop hai.

Jagran Samvadadata, Nai Dilli: Naukri ke badle zameen ghotala mamle (land for job scam case) mein CBI ne Rouse Avenue sthit vishesh nyayadhish ki adalat ko bataya ki usko bhrashtachar ke mamle mein poorv Rail Mantri Lalu Prasad Yadav ke khilaf mukadma chalane ke liye sambandhit adhikariyon se apekshit manzoori prapt ho gayi hai.

CBI ne vishesh nyayadhish Vishal Gogne ke samaksh manzoori patra dakhil kiya. Jaanch agency ne adalat ko bataya ki mamle mein kareeb 30 anya aaropit hain jinke liye abhiyojan manzoori ka intezaar hai. CBI ne adalat se anurodh kiya ki usse apekshit dastavej prapt karne ke liye 15 din ka samay aur diya jaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *